Tum laut aao na (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Mar 2017.
Phirun kahan mein darbadar,
Tujhse hun bekhabar
Teri raah takte takte
Hojaon na mein amar


Tum laut aao na meri aankhon mein meri saanso mein
Har pal hi dooba rahoon teri yadon mein teri baton mein
Hogaya hai mujhko ye kiya ay, khuda tu hi bata


Kiun yeh dil hai ab de raha har pal teri sada
Kiun yeh duur tujhse huwa kal tak jo tha bas tera
Ro raha hai mann kiun mera ay, khuda tu hi bata


Ay dil bta de, tu kahan chala hai
Usy dhoondne phir , jo tera jahan hai
Jo kaha tha mene , usy bhool ja tu
Aa galy laga le meri jan kahan hai
Tujhe dhoond ta huwa hogaya main lapata..

More songs from Tum Laut Aao Na (2016)

More songs of Azeem Khan AK