Tum ko hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tess Mirza. This song was released on 15 Jul 1996.
Tum ko hai meri kasam
Jaao na mere sanam
Tum ko hai meri kasam
Jaaona mere sanam
Aake agar jaaoge
Mar jaayenge hum sanam


Dhakdhak kar raha hain mann
Kaisa hain deewana pan
Dhakdhak kar raha hain mann
Kaisa hain deewana pan
Mushkil mein jaa hain meri
Kaise kahun tumhein sajan
Tum ko hai meri kasam


Dekha tumko to mein
Tumhi mein kho gaya
Jaadu mujh pey
Aakhir ye kaisa ho gaya
Dekha tumko to mein
Tumhi mein kho gaya
Jaadu mujh pey
Aakhir ye kaisa ho gaya
Dheere se kaano mein kahedo jara
Kab hogi mujhe pe
Nazarein karam


Dhakdhak kar raha hain mann
Kaisa hain deewana pan
Mushkil mein jaa hain meri
Kaise kahun tumhein sajan
Tum ko hai meri kasam


Shayad mein bhi
Teri deewani hoon magar
Kaise aau duniya ki rashmein tod ke
Shayad mein bhi
Teri deewani hoon magar
Kaise aau duniya ki rashmein tod ke
Haale dil tumse mein kaise kahoon
Thoda dar hein thodi hain saram


Tum ko hai meri kasam
Jaaona mere sanam
Aake agar jaaoge
Mar jaayenge hum sanam
Dhakdhak kar raha hain mann
Kaisa hain deewana pan
Mushkil mein jaa hain meri
Kaise kahun tumhein sajan


Tum ko hai meri kasam
Jaaona mere sanam
Aake agar jaaoge
Mar jaayenge hum sanam
Tum ko hai meri kasam.