Tum bewafa nahin ho song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Kya sach hai kya hai
Joot kaho mazra hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum


Maana meri khata hai
Mera hi kusoor hai
Maana meri khata hai
Mera hi kusoor hai
Ab tumhi faisla karo
Iski saza hai kya
Ab tumhi faisla karo
Iski saza hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum


Charche the dosti ke
Kabhi apni pyaar ke
Charche the dosti ke
Kabhi apni pyaar ke
Har ek puchhta hai ke
Aakhir huaa hai kya
Har ek puchhta hai ke
Aakhir huaa hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum


Ye bholapan ye sadagi
Masoom nigahe
Ye bholapan ye sadagi
Masoom nigahe
Pagal banane wali hai
Tumko pata hai kya
Pagal banane wali hai
Tumko pata hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum


Pehle to na aise the
Yeh kisne sikha diya
Pehle to na aise the
Yeh kisne sikha diya
Behka diya kis ne
Tumhe keh diya hai kya
Behka diya kis ne
Tumhe keh diya hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Kya sach hai kya hai
Joot kaho mazra hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum.