तुझको ये दिल दिया Tujhko Ye Dil Diya Lyrics - Mohd Danish
2022 Himesh Reshammiya Melodies
About this song
- Song: Tujhko Ye Dil Diya
- Music & Lyrics By : Himesh Reshammiya
- Singer: Mohd Danish
- Music Programmer’s: Suhas Parab, Subhash Parab, Priyesh Vakil, Barzin Contractor & Pratik Panchal.
- Mixed and Mastered: Salman Shaikh at HR Musik Studio
- Assistant Mixing Engineer: Anudutt Shamain
- Acoustic Guitar: Chintoo Singh Wasir
- Blessings : Vipin Reshammiya & Madhu Reshammiya
- Produced By: Himesh Reshammiya Melodies
- Featuring: Mohd Danish
- Project Consultant: Jitendra Patel
- Finance Consultant: Chintan Patel
- Consulting Producer: M.P. Singh
- Editor: Swapnil Patre
- Executive Producer: Rajendra Bhikaji Toraskar
- Finance & Account Manager: Rahul Sheth & Prakash Serrao
- In house Marketing: Ravi Desai
- In house A & R: Vishnu Iyer
- PR Team: Communique Film PR
- Legal Advisor: Tapas Dasgupta
- Himesh Reshammiya Staff: Nilesh Dubey, Roshan Sav & Pradeep Kumar Ray
- Make Up: Rajesh Gupta
- Publicity Design: Loki’s Studio -Sachin Maruti Lokhande & Atul Janardan Tarkar
- Production Boys: Omprakash Yadav, Gopendu Patta.
Lyrics
Tera hi nasha karta hoon main
Tujhse hi dil ko rahat hain
Tujhe jee bhaar ke pyar
Karne ki chahat hain
Tujhse hi dil ko rahat hain
Tujhe jee bhaar ke pyar
Karne ki chahat hain
Teri aankhon ka sagar
Peena hain mujhe ae yaar
Tera humsafar banke
Jeena hain mujhe ae yaar
Peena hain mujhe ae yaar
Tera humsafar banke
Jeena hain mujhe ae yaar
Mujhe teri galiyon mein
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar mahiya
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar mahiya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine poocha chand se
Hai koyi mere yaar sa
Chand ne kaha mujhse
Koyi nahi koyi nahi
Hai koyi mere yaar sa
Chand ne kaha mujhse
Koyi nahi koyi nahi
Jahan se churana hain
Tujhko meri jaaneman
Tujhsa hum nafaz nahi
Jahan mein koyi kahin
Tujhko meri jaaneman
Tujhsa hum nafaz nahi
Jahan mein koyi kahin
Teri garm saanson ko
Chhuna hain mujhe ae yaar
Tujhme doob kar khud ko
Khona hain mujhe ae yaar
Chhuna hain mujhe ae yaar
Tujhme doob kar khud ko
Khona hain mujhe ae yaar
Mujhe teri galiyon mein
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Ilteja ye karta hoon
Dil mein badi aafat hain
Kuch sukoon de mujhko
Rahaton ki chahat hain
Dil mein badi aafat hain
Kuch sukoon de mujhko
Rahaton ki chahat hain
Keh rahi hain bas yahi
Meri shakhsiyaat mujhko
Tujhme hi bas raat aur din
Dhundhta hoon main khudko
Meri shakhsiyaat mujhko
Tujhme hi bas raat aur din
Dhundhta hoon main khudko
Teri narm baahon ko
Pana hai mujhe ae yaar
Meri bekhudi ka bas
Afsana yahi ae yaar
Pana hai mujhe ae yaar
Meri bekhudi ka bas
Afsana yahi ae yaar
Mujhe teri galiyon mein
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya ye tujhko ye dil diya
Teri aankhon ka sagar
Peena hain mujhe ae yaar
Tera humsafar banke
Jeena hain mujhe ae yaar
Peena hain mujhe ae yaar
Tera humsafar banke
Jeena hain mujhe ae yaar
Mujhe teri galiyon mein
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Rehna hain mere yaar
Banke tera pyar maahiya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya yeh tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya yeh tujhko ye dil diya.
Dil diya yeh tujhko ye dil diya
Maine tera bas tera nasha kiya
Dil diya yeh tujhko ye dil diya.