Tujhe chaha sanam song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Apr 2010.
Shukriya shukriya…..


Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan
Shukriya meherbaani ai dilruba
Shukriya meherbaani ai dilruba
Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan
Yeh ishq aisa jasbaat hai, kya khubsurat ehsaas hai
Yeh ishq aisa jasbaat hai, kya khubsurat ehsaas hai
Saat janmo ka bandhan hai apana
Saat janmo ka bandhan hai apana
Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan


Tujhase alag dil reh na sake
Abb duriyaan yeh seh na sake
Tujhase alag dil reh na sake
Abb duriyaan yeh seh na sake
Mushkil hai jina tere bina
Mushkil hai jina tere bina
Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan


Woh mere hamdam woh hamnawa
Paake tujhe maine paaya jahaan
Woh mere hamdam woh hamnawa
Paake tujhe maine paaya jahaan
Mann hi mann tujhako hai puja
Mann hi mann tujhako hai puja
Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan
Shukriya meherbaani ai dilruba
Shukriya meherbaani ai dilruba
Tujhe chaha sanam toh aisa laga
Jaise jannat toh basati hai yahaan.