Tujh mein kya hai deewana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhappi Sonie. This song was released on 24 Sep 1983.
Tujh me kya hai deewane
Jane man tu kya jane
Aaja milke sun jaa mere dil se
Tujh me kya hai deewane
Jane man tu kya jane
Aaja milke sun jaa mere dil se
Hey sab sun liye
Dil ne kaha pyar hua ikrar hua
Tujh me kya hai deewanae
Jane man tu kya jane
Aaja milke sun jaa mere dil se
Hey sab sun liye
Dil ne kaha pyar hua ikrar hua


Ye to hai meri jaakadardani apki
Tumne mujhko chaha meharbani aapki
Mili hai nayi jindagani
Ye to hai meri jaakadardani apki
Tumne mujhko chaha meharbani aapki
Mili hai nayi jindagani
Hu mai fida gau eye hawa
Pyar hua ikrar hua
Are ho gaye hum to deewane
Janeman tu kya jane
Aaja milke sun ja mere dil se


Ye mausam deewana ye shama jadu bhara
Aao meri baho me shama jao jara
Tere siwa kaun mera
Ye mausam deewana ye shama jadu bhara
Aao meri baho me shama jao jara
Tere siwa kaun mera
Aao suno dil ki sada
Pyar hua ikrar hua
Tujh me kya hai deewana
Jane man tu kya jane
Aaja milke sun jaa mere dil se


Ab na hum tumhare dil se niklenge kabhi
Dunia chahe badle hu man badlenge kabhi
Kasam hai hamari wafa ki
Ab na hum tumhare dil se niklenge kabhi
Dunia chahe badle hu man badlenge kabhi
Kasam hai hamari wafa ki
Rukenge na hum ab to sanam
Pyar hua ikrar hua
Tujh me kya hai deewana
Jane man tu kya jane
Aaja milke sun jaa mere dil se
Hey sab sun liye
Dil ne kaha pyar hua ikrar hua.