Tu zaheen hai song is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Umesh Bhardwaj. This song was released on 11 Oct 2020.
Singer & Composer - Himanshu Jain
Lyrics - Himanshu Jain
Music Producer - Umesh Bhardwaj
Mix and Mastered - Umesh Bhardwaj
Starring - Manya Pathak & Akshay Setiya
Teri adayein mujhse keh rahi hai
Teri adayein mujhse keh rahi hai
Tu zaheen hai main maheen hu

Tera aksh main na zameen tu
Asmaan main hai zameen tu
Aawaj main mera dard tu

Toota toota jo dil bole piya piya
Lage na mera dil bole jiya jiya
Dhunda tujhe karun rab se ibadat karu
Sufiyana ye ishq maine kiya kiya

Teri adayein mujhe keh rahi hai
Mere pass tujhko bula
Oh jaana sunn zara ye rutt keh rahi hai
Tere ishq mein hoon fana

Oh jana main toh tera tha tera tha
Tune kabhi kyun samjha nahi
Mera bhi ishq pehla tha pehla tha
Tune kabhi kyun samjha nahi

Toota toota jo dil bole piya piya
Laage na mera dil bole jiya jiya
Dhunda tujhe karu rab se ibadat karu
Sufiyana ye ishq maine kiya kiya

Tu zaheen hai main maheen hu
Tera aksh main na zameen tu
Asmaan main hai zameen tu
Aawaj main mera dard tu