Tu mujhe yaad na aa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Meri hasrat ko na yun
Meri hasrat ko na yun gam ki tasveer bana
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa


Mera armaan bhara tune dil tod diya
Mera armaan bhara tune dil tod diya
Waada manzil ka kiya raah pe chhod diya
Kyaa diya tune mujhe bewafai ke siva
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Meri hasrat ko na yun gam ki tasveer bana
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa


Ik mohabbat hi nahi dil lagane ke liye
Ik mohabbat hi nahi dil lagane ke liye
Aur bhi duniya mein hain zakhm uthane ke liye
Iltizaa maan meri honga ehsaan tera
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Meri hasrat ko na yun gam ki tasveer bana
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa


Dil mein hasrat hi nahi main tujhe pyaar karun
Dil mein hasrat hi nahi main tujhe pyaar karun
Sun rahi baat meri tera deedar karun
Ye magar hona saka tune di hain ye saja
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Meri hasrat ko na yun
Meri hasrat ko na yun gam ki tasveer bana
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa
Tu mujhe yaad na aa bewafa yaad na aa.