तू मेरा हो गया है Tu Mera Hogaya Hai Lyrics - Ahan Shetty | Tara Sutaria | Jubin Nautiyal
2021 T-Series
About this song
- Singer: Jubin Nautiyal
- Music: Pritam
- Lyrics: Irshad Kamil
- Music Arrangement and Production: Sourav Roy and DJ Phukan
- Shootmix: Shubhadeep Mitra
- Music Production Manager: Anurag Sharma & Anupam Amod
- Pluck Instruments: Tapas Roy
- Saxophone and Flute: Shirish Malhotra
- Music Label: T-Series
Lyrics
Ho tu mera ho gaya hai
Aaye na yakeen ye
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Aaye na yakeen ye
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Tu mera ho gaya hai
Ya ke nahi
Ya ke nahi
Tu mera ho gaya to
Jannat zameen pe
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Jannat zameen pe
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Tu mera ho gaya hai
Ya ke nahi
Ya ke nahi
Agar ye khwaab hai to
Main tera hi khwaab rahunga
Nahi ab chain ki chahat
Yun hi betaab rahunga
Main tera hi khwaab rahunga
Nahi ab chain ki chahat
Yun hi betaab rahunga
Tu mera ho gaya hai
Baat hai haseen ye
Tu mera ho gaya hai
Aaye na yakeen ye
Baat hai haseen ye
Tu mera ho gaya hai
Aaye na yakeen ye
Tu mera ho gaya hai
Ya ke nahi
Ya ke nahi
Pehle se jyada sheesha main dekhun
Pehle se jyada hasta rahun
Main jab akela hota hu tab bhi
Tum se hi baatein karta rahun
Pehle se jyada hasta rahun
Main jab akela hota hu tab bhi
Tum se hi baatein karta rahun
Agar paagalpana hai ye
To paagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga
To paagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga
Agar paagalpana hai ye
To paagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga
To paagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga
Hua bhi ye sach mein
Ya hua nahi ye
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Ya hua nahi ye
Tu mera ho gaya hai
Khwaab to nahi ye
Tu mera ho gaya hai
Ya ke nahi.
Ya ke nahi.