koi jo mila to mujhe aisa lagta thajaise meri sari duniya me geeto ki rut aur rango ki barkha haikhusbu ki aandhi haimahki hui si ab sari fizaye haibahki hui si ab sari hawaye haikhoi hui si ab sari dishaye haibadli hui si ab sari adaye haijagi umange hai, dhadak raha hai dilsanso me tufa hai, hotho pe nagme haiaankho me sapne haisapno me beete huye, sare wo lamhe haijab koi aaya tha, nazro pe chhaya thadil me samaya thakaise mai batau tumhekaisa use paya thapyare se chehre pe bikhri jo julfe to aisa lagta tha jaisebhawre ke piche ekos me dhula hua, phul khila haijaise badal me ek chand chupa haiaur jhak raha hai, jaise raat ke parde meek savera hai roshan roshan aankho me sapno ka sagar jisme prem sitaro ki chadar jaise jhalak rahi hailahro lahro baat kare wojaise moti barsejaise kahi chandi ki payal gunjejaise kahi shishe ke jaam gire aurchhan se tutejaise koi chhip ke sitaar bajayejaise koi chandani raat me gaayejaise koi haule se paas bulayekaisi mithi bate thi wokaisi mulakate thi wo
jab maine jana tha najro se kaise pighalte hai dil aur aarzu pati hai kaise manzilaur kaise utarta hai chand jami parkaise kabhi lagta hai, swarg agar hai tobas hai yahi parusne bataya mujhe aur samjhaya mujhehum jo mile hai, hume aise hi milna thagul jo khile hai, unhe aise hi khilna thajanmo ke bandhan, janmo ke rishte haijab bhi hum janme, to hum yu hi milte haikano me mere jaise shahad se ghulne lagekhwabo ke par jaise aankho me ghulne lagekhwabo ki duniya bhi kitni hasiaur kaisi rangin thikhwabo ki duniya jo kahne ko thipar kahi bhi nahi thikhwab jo tute mereaankh jo khuli merihosh jo aaya mujhemaine dekha maine janawo jo kabhi aaya thanajro pe chaya thadil me samaya thaja bhi chuka hai aurdil mera hai ab tanha tanhana to koi arman haina koi tamanna haiaur na koi sapna haiab jo mere din aur ab jo meri raate haiunme sirf aansu hai, unme sirf dard kiranj ki baate hai, aur fariyade haimera ab koi nahimai hu aur khoye huye, pyar ki yaade haimai hu aur khoye huye, pyar ki yaade haimai hu aur khoye huye, pyar ki yaade hai