Tu hi mera song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ganesh Jain, Ratan Jain. This song was released on 25 Aug 2006.
Tu hi mera raasta
Tu hi meri rehguzar
Tu hi mera kaarvaan
Tu hi meri zindagi
Tu hi meri aashiqui
Tu hi mera hai jahaan
Tere bin main marr jaawaan
Tere bin main marr jaawaan
Main marr jaawaan
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na


Tu hi mera raasta
Tu hi meri rehguzar
Tu hi mera kaarvaan
Tu hi meri zindagi
Tu hi meri aashiqui
Tu hi mera hai jahaan
Tere bin main marr jaawaan
Tere bin main marr jaawaan
Main marr jaawaan
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na


Yeh zindagi chaahaton ke liye
Teri chahaton ki hai anjuman
Deewanapan mere dil ki lagan
Tere dam se hi hain jaaneman
Maine bhi sajde kiye
Tere liye tere liye tere liye
Tere bin main marr jaawaan
Tere bin main marr jaawaan
Main marr jaawaan
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na


Sochu tujhe har ghadi har jagah
Ishq ne kar diya besabar
Tera asar chhaya hai iss kadar
Ab mujhe hi nahi meri khabar
Tujhmein basi hai meri jaan
Tere liye mere armaan
Tere bin main marr jaawaan
Tere bin main marr jaawaan
Main marr jaawaan
Tere bin bekaar jeena
Tere bin chain ab kahi na …