Tu Deewani Main Deewana Lyrics - Paresh Rawal | Makrand Deshpande | Sunil Shetty | Kumar Sanu | Sadhana Sargam

1993

Lyrics

Tu deewani main deewana
Tu deewani main deewana
Is dharti pe sadiyo se hai
Tera mera aana jana
Main deewani tu deewana
Main deewani tu deewana
Is dharti pe sadiyo se hai
Tera mera aana jana
Tu deewani main deewana
Tu deewani main deewana
Main deewani tu deewana

Mila achanak tera mera dil
Najar najar me bat hui
Mila achanak tera mera dil
Najar najar me bat hui
Mujhe mili hai meri manjil
Hasi jawa mulakat hui
Raho me badke bahe pakadle
Sath hame hai nibhana
Tu deewani main deewana
Tu deewani main deewana
Main deewani tu deewana

Juda na hogi kabhi dhadkan
Kahe yahi chahat ki sada
Juda na hogi kabhi dhadkan
Kahe yahi chahat ki sada
Kise na bhule ab dunia
Sanam hai apni aisi apni wafa
Ato ko sam se dil ki kalam se
Humne likhahai afsana
Tu deewani main deewana
Main deewani tu deewana
Is dharti pe sadiyo se hai
Tera mera aana jana
Tu deewani main deewana
Main deewani tu deewana.