Todenge deewaar hum song is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Todenge deewar hum
Payege hum rasta
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar
Hey todenge deewar
Hum payege hum rasta
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar


Shole jale takrana hum se na
Tujhko agar mit jana hai to aa
Shole jale takrana hum se na
Tujhko agar mit jana hai to aa
Sar pe kafan bandhe hai hum hum
Tujh pe nishana tane hai hum
Jina hai agar tu humse dar
Warna hai marna
Dushman pe duswar hum
Todenge deewar hum
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar


Mana abhi hai mushkil ye dagar
Phir bhi hume tay karna hai safar
Mana abhi hai mushkil ye dagar
Phir bhi hume tay karna hai safar
Todenge hum tera bharam
Kar dega wo hum pe karam
Hum pe to hai uski nazar
Humko kya darna


Jayege us par hum
Todenge deewar hum
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar
Todenge deewar hum
Payege hum rasta
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar


Yaar yaar
Todenge deewar hum
Payege hum rasta
Tujhko mera vasta
Yaar yaar yaar yaar.