Thoda sa song is sung by . Production house of this song is Take2 Films & Equipments Pvt. Ltd..It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tinka Chhabra. This song was released on 14 Feb 2020.
Co Prod/Mastering - Jakib
Director - Vikhyat Narwal
D.O.P - Rahul Negi
Cast - Gaurav Wadhwa & Rumman Ahmed
Producer - Tinka Chhabra
Ghalat rah par aakar tham gaya..
Nami si thi kyun aankhon mein yoon bhala..

Likha jo tujhe naseeb me mere
Beghana sa tha main khud ko hi pa liya

Haan dil to teri duayein maange...

Tujhmein panaahein chahe
Teri baahon mein sanwar jaaye...

Haan dil to teri duayein maange
Tujhmein panaahein chahe
Tere bina haan yeh mar jaaye....

Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Thoda sa pyar kar lo na

Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na...

Toone na suni kya thi dilkashi
Teri baaton pe dil phisal gaya..

Teri yaadon ki kashmakash mein hi
Bechain sa hai kyun, hairan kyun khada...

Aadha aadha sa jee raha tha main

Tere aane se poora ho gaya
Khwaabon mein tere kho chala tha main
Baaton baaton mein ishq ho gaya...

Haan ab to teri duayein maangun..
Tujhmein panaahein chahun
Teri baahon mein sanwar jaaun...

Ab to teri duayein maangun
Tujhmein panaahein chahun
Tere bina ab mar jaaun…

Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na

Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na...