Thappad song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Lulla, R. Balki, Rakesh Jhunjhunwala, R. K. Damani, Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Sunil Manchanda, Shobha Kapoor, Ekta Kapoor, Dhanush. This song was released on 05 Feb 2015.

Main kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon, main yoon
Ek thappad thappad

Hath nikaal jeb se
Focus kar face pe
Nishana hold on steady
Sataak fataak aur tezz se

Hathiyar bhi bilkul free hai
Na license ki koi fee hai
Pakde jaane ka na dar hai
Thappad dhena fundamental right
Right right right

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thapad thapad
Kyun, na doon, main yoon
Ek thapad thapad

Tameez ki kameez mein
Kyun hath ko chhupana
Be-akal shakal pe seedhe
Hath ka nishana

Badtameezi, dramebazi,
Gundagardi badn karo ji
Duniya lazy, rakh ke do ji
Na maane to, do aur do ji
All you need is a hand
And a thappad philosophy

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon

Ek thapad thapad
Kyun, na doon, main yoon
Ek thapad thapad

Daayein hath se padaa toh
Bayaan brain khulega
Baayein hath ka padaa toh
Daayaan daant hilega

Rishwat khori, seena jori
Baatein-shaatein band karo ji
Haan ji, haan ji, rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand
And a thappad philosophy

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thapad thapad
Kyun, na doon, main yoon
Ek thapad thapad

(Earl Edgar D'Souza raps..)

One thappad, if he is mad
Two thappad, if he is bad
Three thappad, he be so glad
Four thappad, he call you dad
Fifty awesome, fifty downs
Left n right swinging in a round
Practice noon and practice night
Then baby get the top of right

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thapad thapad
Kyun, na doon, main yoon
Ek thapad thapad