Teri Woh Chaal Hai Ke, Tauba Lyrics - Mukesh

1962

Lyrics

teri wo chal hai ke tauba
aisa kamal hai ke tauba
mera wo hal hai ke tauba
teri wo chal hai ke tauba
aisa kamal hai ke tauba
mera wo hal hai ke tauba
teri wo chal hai ke tauba
teri har ada mastani
meri har nigah diwani
wallah jane kasam samjhe to sanam
dono ka ek hai fasana
teri wo chal hai ke tauba
aisa kamal hai ke tauba
mera wo hal hai ke tauba
teri wo chal hai ke tauba
humpe bhali ye rahe
jinpe teri hai nigahe
tu ek najar to dekh idhar
ye dil hai tera diwana
teri wo chal hai ke tauba
aisa kamal hai ke tauba
mera wo hal hai ke tauba
teri wo chal hai ke tauba