Teri Umar Nadan Hai Lyrics - Aankhon Aankhon Mein | Pran | Madhumati | Pankaj | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Teri umar nadan hai song is from Aankhon Aankhon Mein (1972) and it is sung by Kishore Kumar.It stars Pran, Madhumati, Pankaj, Rakhee in leading roles. This song is penned by Verma Malik and composed by Shankar, Jaikishan. It is produced by J. Om Prakash. This song was released on 05 Apr 1972.
Lyrics
Thehara hua toofan hai
Main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai
Thehara hua toofan hai
Main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai
Bholepan pe, gore tann pe
Oh toone pehni hai boondon ki mala
Aise janchti, aise lagti
Ho jaise mehki huyi madhushala
Bholepan pe, gore tann pe
Oh toone pehni hai boondon ki mala
Aise janchti, aise lagti
Ho jaise mehki huyi madhushala
Jaaga, jaaga hua armaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai
Oh kabhi machle, oh kabhi phisle
Tera gajra bada harjaayi
Tu bulaye mann yen chaahe
Tere sapnon se kar loon sagaayi
Oh kabhi machle, oh kabhi phisle
Tera gajra bada harjaayi
Tu bulaye mann yen chaahe
Ho tere sapnon se kar loon sagaayi
Kaliyon, kaliyon ki tu muskaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon haan
Tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai
Koyi baat kar, oh mulaaqat kar
Gori kitna tujhe abhiman hai
Teri chhanv mein, tere gaaon mein
Pardesi tera mehman hai
Koyi baat kar, oh mulaaqat kar
Gori kitna tujhe abhiman hai
Teri chhanv mein, tere gaaon mein
Pardesi tera mehman hai
Banti, banti jo tu anjaan hai
Thehara hua toofan hai
Haan main bhi jawan hoon, tu bhi jawan hai
Mausam ka dil meharban hai
Haaye haaye haaye
Teri umar nadan hai