Teri Botal Ban Gayi Sautan Lyrics - Asli Naqli | Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Kudalkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Teri botal ban gayi sautan song is from Asli Naqli (1986) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Laxmikant Kudalkar. This song is penned by S H Bihari and composed by Laxmikant Pyarelal. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
sab dukh sahan karungi re balma
sab dukh sahan karungi re balma
ye dukh saha na jaye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
ye roj hume ladwaegi
ye tujhse hume chhudaegi
ye roj hume ladwaegi
ye tujhse hume chhudaegi
tujhe idhar udhar bhatkaegi
ye ghar ki raah bhulayegi
is julmi ki chhaya se bhi
is julmi ki chhaya se bhi
sabko ram bachaye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
mujh me aakhir kaun kami hai
julfo ki bhi chhanv ghani hai
mujh me aakhir kaun kami hai
julfo ki bhi chhanv ghani hai
aankho se madira bahti hai
dhun jawani ki masti hai
tu hi dekh saka na pagle
o sari duniya dekh rahi hai
tod ise ya chhod de isko
tod ise ya chhod de isko
kaahe ko tadpaye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
sab dukh sahan karungi re balma
ye dukh saha na jaye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
teri bottel ban gayi sautan
meri kismat futi haye
hat teri jawani jise sab kahte shabab kahte hai
asal me hum to isi ko sharab kahte hai
teri najar ki bata hi kya hai
jisme mera pyar chhupa hai
is bottel me kuch na dhara hai
iska nasha to jhutha nasha de
is bottel me kuch na dhara hai
iska nasha to jhutha nasha de
tera nasha to wo hai jo
bottel ko naach nachaye
main to tera diwana hu
pagli kaun tujhe samjhaye
main to tera diwana hu
pagli kaun tujhe samjhaye
o o o o o o
o o o o o o