Teri Akhiyon Mein Lyrics - Bulandi | Rekha | Anil Kapoor | Aruna Irani | Kavita Krishnamurthy | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Teri akhiyon mein song is from Bulandi (2000) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan.It stars Rekha, Anil Kapoor, Aruna Irani, Shakti Kapoor in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah). It is produced by Yogesh Anand. This song was released on 07 Jan 2000.
Lyrics
Hey aaah aaaah
Chhedo naa mujhko chhedo
Aise naa mujhko dekho
Jo dekhna hai kuch tumko
Hai to phir mere dil ko dekho
Hum pyaar ke hai rahe
Dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil
Dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Dekho dekho dekho
Aise mujhko naa chhedo
Kya kahega yeh zamana
Ban jaayega fasaana
Badi hogi badnaami
Hamein hogi pareshaani
Hum pyaar ke hai rahe
Dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil
Dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri marzi tu jaane
Meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa
Teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
Teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
Teri marzi tu jaane
Meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa
Teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
Vaadon ka hai aaj mausam
Hum koi vaada kare
Arre yeh jaan bhi tumko
Deti ab kya zyaada kare
Tera naam liya tujhe yaad
Kiya sab kuch main bhool gayi
O teri marzi tu jaane
Meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa
O teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
O teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
Maange agar tu sitaare
Main tod laaoon sanam
Karne hai kya yeh sitaare
Tu chaand se kya hai kam
Deewana hua mastaana
Hua dil aise jhoom gaya
Teri marzi tu jaane
Meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa
O teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
O teri ankhiyon mein
Jeena mujhe marna
Bas aur nahin
Hai kuch karna
Dekho dekho dekho
Aise mujhko naa chhedo
Kya kahega yeh zamana
Ban jaayega fasaana
Badi hogi badnaami
Hamein hogi pareshaani
Hum pyaar ke hai rahe
Dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil
Dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil.