LyricsTashan

Tere Shehar Ka Kya Hai Naam Lyrics - The Hero: Love Story Of A Spy | Priyanka Chopra | Preity Zinta | Sunny Deol | Alka Yagnik | Udit Narayan

in Movies

Watch the Video

Song Information

Tere shehar ka kya hai naam song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dhirajlal Shah, Hasmukh Shah, Pravin Shah. This song was released on 11 Apr 2003.

Lyrics

Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon main tujhko salaam
Ijaazat hai ijaazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon main tujhko salaam
Ijaazat hai ijaazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai


Jannat mein pariyan bhi
Hoti hai hoti hai
Khushiyan hi khushiyan
Hoti hai hoti hai
Woh sari batiyan bhi
Hoti hai hoti hai
Sach ho jaate hai sapne tamam
Kismat hai kismat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai


Main bhi yahan pe reh
Jaaon reh jaaon
Kehna hai jo woh keh
Jaaon keh jaaon
Masti ki mauj mein beh
Jaaon beh jaaon
Baahen tumhari loo mein tham
Himmat hai himmat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai


Tera mera kabhi hoga milan
Shayad kabhi
Kya mein banuga tera sajan
Shayad kabhi
Jagegi kabhi tere mann
Mein lagan shayad kabhi
Likha hai har dil pe dilbar ka naam
Kahawat hai kahawat hai
Sab logo ka yahan kya hi kaam
Mohabbat hai mohabbat hai
Karloon mein tujhko salam
Ijazat hai ijazat hai
Tere shehar ka kya hai naam
Jannat hai jannat hai
Jannat hai jannat hai
Mohabbat hai mohabbat hai.

Related Songs

More songs from The Hero: Love Story Of A Spy (2003)
More songs of Priyanka Chopra
More songs of Preity Zinta
More songs of Sunny Deol
More songs of Alka Yagnik
More songs of Udit Narayan