Tere pyaar mein (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj Jain. This song was released on 15 Feb 2017.
Dil ko mili thi raahtein
Aansu bhi tham se gaye
Anjaan the jo rastein
Suljhe se lagne lage


Door mujhse tu kyun ho raha
De du tujhe mein ye jahan
Jabse gaya tu mein fisal raha
Kahin ka bhi na mein raha
Yaha ka raha na vaha ka raha
Jaane kahan ka raha


Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Tere pyaar mein yahan ka raha
Na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein


Dil har pal har pal sochta tha
Teri baatein karta tha yeh aaj bhi ho kal bhi
Bas teri yaadon mein rehta tha
Yeh tu jaane ya na jaane
Kaise tera deewana yeh mera pyaar tu mera yaar tu
Mera pyaar pyaar mera yaar yaar yahan
Sochta na tha
Na jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein


Parchai mein bas tu hi dikhta hai
Sung mere tu hai
Baatein humari kabhi na hogi purani
Tu abhi bhi mujh mein hai
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar mera tu hi tu
Pyar pyaar mera pyaar
Mera pyaar bas tu hi tu
Yaha ka raha na waha ka raha
Jaane kahan ka raha
Tere pyaar mein..