Tere naam (title) song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Manchanda, Mukesh Talreja. This song was released on 15 Aug 2003.
Tere naam hum ne kiya hai


La la la la la la lala la la la la
Tere naam hum ne kiya hai
Jeevan aapna sara sanam
Ho jeevan aapna sara sanam
Tere naam la la la
Tere naam la la la la
Tere naam hum ne kiya hai
Jeevan aapna sara sanam
Ho jeevan aapna sara sanam
Pyaar bahut karte hai
Tumse ishq hai tu humara sanam
Ho ishq hai tu humara sanam
La la la la la la lala la la la la
La la la la la la la la la la
La la la la la la la


Tere ishq ne saathiya
Tera haal kya kardiya
Tere ishq ne saathiya
Tera haal kya kardiya
Gulshan bhi to ab
Veerana lagta hai
Har aapna hum ko
Begana lagta hai
Hum teri yaadon
Mein khoye rehte hai
Log hume pagal
Deewana kehte hai
Tere bina tere bina
Tere bina naamumkin hai
Zindagi ka guzara sanam
Ho zindagi ka guzara sanam


Lagi chote na lagi chote
Na lagi chote na
Ishq ka dhaga tote na
Lagi chote na lagi chote
Na lagi chote na
Ishq ka dhaga tote na
Tere ishq ne saathiya
Tera haal kya kardiya
Tere ishq ne saathiya
Tera haal kya kardiya


Naino se behte ashqo
Ke dharo mein
Humne tujhko dekha
Chand sitaro mein
Virhaki agni mein
Pal pal tapti hai
Ab to sasein teri
Mala japti hai
Tere liye tere liye
Tere liye is duniya ka har
Sitam hai gawara sanam
Ho har sitam hai gawara sanam
Tere naam hum ne kiya hai
Jeevan aapna sara sanam
Ho jeevan aapna sara sanam
Tere naam tere naam tere naam.