Tere Khushboo Mein Base Khat Lyrics - Jagjit Singh
in Albums
Watch the Video
Song Information
Tere khushboo mein base khat song is from Magic Moments (1994) and it is sung by Jagjit Singh. This song is penned by Rajinder Nath (Rehbar) and composed by Jagjit Singh. This song was released on 17 Feb 1994.
Lyrics
Tere khushboo mein basey khat
Main jalata kaise
Pyar mein doobe hue khat
Main jalata kaise
Tere haathon ke likhe khat
Mani jalata kaise
Jinko duniya ki nigahon se
Chhupaye rakha
Jinko ek umr kaleje se
Lagaye rakha
Deen jinko,
Jinhe imaan banaye rakha
Tere khushboo mein base khat
Main jalata kaise…
Jinka har lafz mujhe yaad
Pani ki tarah
Yaad the mujhko jo
Paigam-e-zubani ki tarah
Mujhko pyare the
Jo anmol nishani ki tarah
Tere khushboo mein basey khat
Main jalata kaise…
Tune duniya ki nigahon se
Jo bachkar likhe
Saal-ha-saal mere
Naam barabar likhe
Kabhi din mein to
Kabhi raat ko uthkar likhe
Tere khushboo mein base khat
Main jalata kaise
Pyar mein dubey hue khat
Man jalata kaise
Tere haathon ke likhe khat
Main jalata kaise
Tere khat aaj main
Ganga mein baha doon
Tere khat aaj main
Ganga mein baha doon
Aag behte hue
Pani mein laga doon.
Main jalata kaise
Pyar mein doobe hue khat
Main jalata kaise
Tere haathon ke likhe khat
Mani jalata kaise
Jinko duniya ki nigahon se
Chhupaye rakha
Jinko ek umr kaleje se
Lagaye rakha
Deen jinko,
Jinhe imaan banaye rakha
Tere khushboo mein base khat
Main jalata kaise…
Jinka har lafz mujhe yaad
Pani ki tarah
Yaad the mujhko jo
Paigam-e-zubani ki tarah
Mujhko pyare the
Jo anmol nishani ki tarah
Tere khushboo mein basey khat
Main jalata kaise…
Tune duniya ki nigahon se
Jo bachkar likhe
Saal-ha-saal mere
Naam barabar likhe
Kabhi din mein to
Kabhi raat ko uthkar likhe
Tere khushboo mein base khat
Main jalata kaise
Pyar mein dubey hue khat
Man jalata kaise
Tere haathon ke likhe khat
Main jalata kaise
Tere khat aaj main
Ganga mein baha doon
Tere khat aaj main
Ganga mein baha doon
Aag behte hue
Pani mein laga doon.