Tere bina song is sung by . This song is written by . This song was released on 11 Nov 2019.
Tere bina tere bina kuch yaad nahi

Tere bina tere bina kuch pass nahi

Kaise main jiyun, tanha sa rahun

Koi saath na hai, barbaad sa hoon

Tere bina tere bina kuch yaad nahi

Tere bina tere bina kuch pass nahi

Kaise main jiyun, tanha sa rahun

Koi saath na hai, barbaad sa hoon

Tere bina

Teri baaho mein hi bas panah chahun

Tere ishq mein hi hona fanaa chahun

Teri yaado ke sahare hoon ab tak zinda

Tune mujhko jaana na

Meri daant ko samjha na, hu sharminda

Meri jaana bas tu aaja

Chhod kar phir tu na jaana

Jo tune mujhko chhoda

Mere dil ko yun jo toda

Main mar jaana, main mar jaana

Tere bina tere bina tere bina

Tere bina na dekhi khushiyan

Tere bina hua adhoora

Tu jo na main tere saath hai

Bin tere jiyun mujhe na aas hai

Meri jaan bata mujhse kya hui khata

Meri rooh mujhse, tu hi aashiyan

Tere bina

Tere bina tere bina kuch yaad nahi

Tere bina tere bina kuch pass nahi

Tere bina

Chadna hi si chalna kyun sakhaya

Hath fadh ke tu mainu eh raah kyun vakhaya

Duniya te vicharna si tere naal

Tere bina kade koi khwab na sajaya

Har din tere bin katte

Saah gin gin jiwein one two three

Baby i love you and i do need you

I know you love me, hai you too me me

Sun meri gal tere naal main chalna

Baahn fadh ke tu meri aaja

Sun meri gal tere naal main chalna

Baahn fadh ke tu meri aaja aaja aaja

Tere bina tere bina tere bina

More songs of Anoop Ghai