Tere bin song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 05 May 2014.
Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal


Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Zindagi ke har ek mod par
Tum khade the bahe kholkar


Aaa zindagi ke har ek mod par
Tum khade the bahe kholkar
Ab kya karu main to har pal maru
Ab kya karu main to har pal maru
Yaadein hui maqtal


Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Kiski nazrein tumko kha gayi
Badliya gham ki ab chha gayi


Ho kiski nazrein tumko kha gayi
Badliya gham ki ab chha gayi
Ek pal hi mein meri duniya luti
Ek pal hi mein meri duniya luti
Aisi hui halchal


Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal
Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal.