Tere bin song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shree Ashtavinayak Cine Vision Ltd.. This song was released on 22 Dec 2006.
Tere bin kahin lagta hi nahi dil
Kya karu mein kya na karu hai muskil
Aese haaal mein chain vain aaye naa
Abb to akele jeeya jaye naaa


Hai Arzoo Tu rahe rubaruuu
Bas tere naam se zindagi ho shuru
Dekhun jighar aaye tu hi nazar
Is kadar har jagah ho sanam tu hi tu
Tanha mujhe Chain aaye naa
Dil ko koi samjhaye naa


Abb to akele jeeeya jaye na
Abb to akele jeeeya jaye na


Milke ke kabhi abb na ho hum juda
Pyaar ke rang mein humko rang de khuda
Tu khush rahe meri dhadkan kahe
Raat din raab se mein yehi maangu dua
Duur kahin tu jaaye na
Yaad teri tadpaaye naaa


Tere bin kahin lagta hi nahi dil
Kya karu mein kya na karu hai muskil
Aese haaal mein chain vain aaye naa


Abb to akele jeeya jaye naaa
Abb to akele jeeya jaye naaa.