Tere aanchal mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pramod Chakravorty. This song was released on 15 Aug 1986.
Tere aanchal mein mamta ki chhaiya
Tere naino mein pyar ki kalaiya
Tere aanchal mein mamta ki chhaiya
Tere naino mein pyar ki kalaiya
Kaha hain tera naam jiye wo lakho sham
Tu jiski maiya tere aanchal mein
Tere aanchal mein mamta ki chhaiya
Tere naino mein pyar ki kalaiya


Ma mar gayi baap jel mein gaya
Bachpan mera isi khel mein gaya
Ma mar gayi baap jel mein gaya
Bachpan mera isi khel mein gaya
Badi unchi hai jel
Bada mushkil hain mel
Bahar se paiya tere aanchal mein
Tere aanchal mein mamta ki chhaiya
Tere naino mein pyar ki kalaiya


Main dudh ka naam leta nahin
Sukhi roti bhi koi mujhe deta nahin
Main dudh ka naam leta nahin
Sukhi roti bhi koi mujhe deta nahin
Aise mere sanjog mujhe kahte hain log
Khota rupaiya tere aanchal mein
Tere aanchal mein mamta ki chhaiya
Tere naino mein pyar ki kalaiya


Sar pe mere jo hath tune rakha
Teri kasam kuch der aisa laga
Sar pe mere jo hath tune rakha
Teri kasam kuch der aisa laga
Yeh hain gokul ka gham
Yashoda tera naam
Main hoon kanaiya
Tere aanchal mein
Tere aanchal mein
Mamta ki chhaiya
Tere naino mein
Pyar ki kalaiya
Kaha hai tera naam jiye
Wo lakho sham
Tu jiski maiya.