Tera Nasha Lyrics - Poonam Pandey
2013
Lyrics
Jis tarah shaam dhalti hai subah subah.. aahaa..
Dhul gaya chaand jaise halka halka.. aahaa..
Bin kahe aane lage baaton ka maza jaise..
Barf jaisa chalne lage saanson mein dhuaan jaise
Dhul gaya chaand jaise halka halka.. aahaa..
Bin kahe aane lage baaton ka maza jaise..
Barf jaisa chalne lage saanson mein dhuaan jaise
Needon mein khushbuyein
Rangon mein baarishein
Phir chadhi bin piye
Aisa hai o..
Tera nasha..
Tera nasha..
Tera nasha..
Rangon mein baarishein
Phir chadhi bin piye
Aisa hai o..
Tera nasha..
Tera nasha..
Tera nasha..