Tera Na Raha (Title) Lyrics - Kashyap | Purva Rana | Rituraj Mohanty | Rituraj

2016

Lyrics

Hai khafa tu nahi hai mujhko hi pata
Zinda main nahi ye tujhko nahi pata

Kyun sataya kyun rulaya
Kya khata thi ab tu bata
Kyun sataya kyun rulaya
Kya khata thi ab tu bata

Ye saaz maangti toh main de deta
Meri saans maangti toh main de deta
Ye saaz maangti toh main de deta
Meri saans maangti toh main de deta

Ab ja ja
Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha

Ye saaz maangti toh main de deta
Meri saans maangti toh main de deta

Kya batau tujhe main meri jaana
Tere bina hoon main akela jaana
Kya batau tujhe main meri jaana
Tere bina hoon main akela jaana

Hai khafa tu nahi hai mujhko hi pata
Zinda main nahi ye tujhko nahi pata

Ab ja ja
Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha

Ye saaz maangti toh main de deta
Meri saans maangti toh main de deta

Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha

Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha
Main tera na raha.