Tera khayal hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Apr 2014.
Kaise jeeun main o beliyaan
Kaise jeeun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiyaan
Tera khayal hai jeena mohaal hai
Jaan mein jo daali piya o piya
Kaise jeeun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiyaan


Dilmein udaasi zehen pareshaan
Charon taraf hain aandhi tufaan
Rooh nahin toh jism bejaan
Meri duniya tujh bin nahin
Maine labon ko seeya re seeya
Har pal maroon main o saathiyaan
Tera khayal hai jeena mohaal hai


Raat rupehli tujh bin hogi
Subha sunehri tujhko puchheye
Tujh bin ghar ko maare sooli
Har ek aahat pe mann choke
Khud ko arpan khud ko arpan
Tujh pe kiya kiya re kiya
Kaise jeeun main o beliyaan
Kaise jeeun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiyaan
Har pal maroon main o saathiyaan.