Tera Dard Hai Meri Lyrics - Meena | Karan Dewan | Asha Bhosle

1954

Lyrics

Tera dard hai meri zindagi
Jo bina jigar ki talash hai
Jo bina jigar ki talash hai
Tera dard hai meri zindagi

Tera gham mujhe mil gaya
Tera gham mujhe mil gaya
Meri aarzoo tujhe na mili
Tera dard hai meri zindagi

Jo charag ko bhi jala de
Jo charag ko bhi jala de
Mujhe us nazar ki talash hai
Mujhe us nazar ki talash hai
Tera dard hai meri zindagi

Mein kaha jaau main kaha rahu
Mein kaha jaau main kaha rahu
Mera koi nahi is duniya mein
Mera koi nahi is duniya mein
Tera dard hai meri zindagi

Jaha zindagi ko sakoon hai
Us rehghuzar ki talaash hai
Us rehghuzar ki talaash hai
Tera dard hai meri zindagi.