Tannana tannana song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G. Hanumantha Rao. This song was released on 03 May 1985.
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache
Garmi mein pyara lage
Paani ka phawara
Sardi mein pyara lage
Jalta angara
Har mausam mein pyara lage
Hume pyar tumhara
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache
Garmi mein pyara lage
Paani ka phawara
Sardi mein pyara lage
Jalta angara
Har mausam mein pyara lage
Hume pyar tumhara
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache


Meri juhi
Meri ruhi
Mera sapna
Meri ratna
Pyar mein nahayegi
Pyar barsayegi
Pyar ke sagar mein
Doob doob jayegi
Dono doob ke honge paar
Pyar mein nahayegi
Pyar barsayegi
Pyar ke sagar mein
Doob doob jayegi
Dono doob ke honge paar
Mere maahi
Mere rajan
Mere saathi
Mere rajan
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache
Garmi mein pyara lage
Paani ka phawara
Sardi mein pyara lage
Jalta angara
Har mausam mein pyara lage
Hume pyar tumhara
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache


Meri chanda
Meri taara
Meri rasmi
Meri roopa
Bhigti jawani
Jalne laga paani
Dolta hain taal mein
Haath bina paani
Paani ka dil beqaraar
Bhigti jawani
Jalne laga paani
Dolta hain taal mein
Haath bina paani
Paani ka dil beqaraar
Mere humdum
Mere baalam
Mere premi
Mere priyatam
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache
Garmi mein pyara lage
Paani ka phawara
Sardi mein pyara lage
Jalta angara
Har mausam mein pyara lage
Hume pyar tumhara
Jhanak jhanak
Jhanak lehar naache
Jiya naache.