Tanna Na Na Lyrics - Shaitani Ilaaka | Deepak Parashar | Neelam Mehra | Asha Lata | Bappi Lahiri
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tanna na na song is from Shaitani Ilaaka (1990) and it is sung by Bappi Lahiri.It stars Deepak Parashar, Neelam Mehra, Asha Lata and Sri Pradha in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Bappi Lahiri. It is produced by Reshma Ramsay. This song was released on 13 Apr 1990.
Lyrics
Tanna na na na tanna na na na
Tanna na na na tanna na na na
Dil kis pe deewana ho jaaye
Tumko nahin maloom
Kisi aur se milke kho jaaye
Tumko nahin maloom kyaa
Tanna na na na tanna na na na
Tanna na na na tanna na na na
Haay kisi yaar pe kiya bharosa
Tum ho badi masum
Aaj ke doar mein pyaar hain dhoka
Tumko nahin maaloom
Haay kisi yaar pe kiya bharosa
Tum ho badi masum
Aaj ke doar mein pyaar hai dhoka
Tumko nahin maaloom
Maana jise dil ruba
Nikal woh bewafa
Leke dil kyaa daga de gaya
Tanna na na na tanna na na na
Tanna na na na tanna na na na
Dil kis pe deewana ho jaaye
Tumko nahin maloom
Kisi aur se milke kho jaaye
Tumko nahin maloom kyaa
Tanna na na na tanna na na na
Jis mehboob ke liya
Deewnaa dil tadpe din raat
Ash kar raha hoga woh to
Kis aur ke saath
Jis mehboob ke liya
Deewnaa dil tadpe din raat
Ash kar raha hoga woh to
Kis aur ke saath
Aise dil todke jaaye jo chhod ke
Zaalim woh loat ke aaye naa
Tanna na na na tanna na na na
Dil kis pe deewana ho jaaye
Tumko nahin maloom
Kisi aur se milke kho jaaye
Tumko nahin maloom kyaa kyaa
Tanna na na na tanna na na na.