Tanhaiyon ko itna sajaya na ki jiye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 11 Aug 2006.
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Majaboor hain jo
Unko bulaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye


Mana ki humne ghum
Ke shiva kuchh nahi diya
Mana ki humne ghum
Ke shiva kuchh nahi diya
Is ghum se dil mein
Aag lagaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna...


Daaman wafa ka chhod
Diya humne kis liye
Daaman wafa ka chhod
Diya humne kis liye
Ye puchha ke sitam
Kabhi dhaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna...


Beete dino ko phir se
Jaga de jo dafatan
Beete dino ko phir se
Jaga de jo dafatan
Aisi ghazal kis ko
Sunaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna...


Gairon ko sop di hain
Jo anjum khuda apne
Gairon ko sop di hain
Jo anjum khuda apne
Ab uss gali mein lautke
Jaaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Majaboor hain jo
Unko bulaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye.