Tanhaiya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kushan Nandy, Kiran Shroff. This song was released on 11 Feb 2005.
Tanhaiya tanhaiya
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya
Kal zindagi ke hum raah the
Ab zindagi kahi aur hai
Wo khwab bunne ke lamhe the
Ye dard chumne ka daur hai
Najdikiyo ke tukde hue
To hisse mein aayi hai duriya duriya
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya


Dariya hai ret ka ye
Hum jisme beh rahe hai
Khamoshi ki juba mein
Hum kya kya keh rahe hai
Dariya hai ret ka ye
Hum jisme beh rahe hai
Khamoshi ki juba mein
Hum kya kya keh rahe hai
Khamoshiyo ke iss shor mein
Ho jaaye na kahi bezuba bezuba
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya


Palko mein khwab aise
Hargiz na gungunaye
Shishe pe ghir ke jaise
Koi shisha tut jaaye
Palko mein khwab aise
Hargiz na gungunaye
Shishe pe ghir ke jaise
Koi shisha tut jaaye
Aankhon ki dhundhle aakash mein
Ab chand ki jagah
hai dhua dhua dhua
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya
Kal zindagi ke hum raah the
Ab zindagi kahi aur hai
Wo khwab bunne ke lamhe the
Ye dard chumne ka daur hai
Nazdikiyo ke tukde hue
To hisse mein aayi hai duriya duriya
Tanhaiya tanhaiya
Ab humsafar hai tanhaiya.