Tadpati hai tarsati hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.R. Pachisia, Sunil Saini. This song was released on 07 Nov 2001.
Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai


Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Bhooli bisri apni saari baatein dourati hain
Aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain
Lehraati hain behlaati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai


Woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Haan woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain
Door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain
Sharmaati hai ghabraati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hai
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai.