taDap taDap ke kaTii umr aashiyaane men Lyrics - Ashok Kumar | Mahmood | Aruna Irani | Lata Mangeshkar
1958
Lyrics
(tadap tadap ke katii umr aashiyaane men)-2
milaa na chain hamen to kabhii zamaane men
tadap tadap ke katii umr aashiyaane men
(bahaar aaii khile phuul ham to ye samajhe)-2
kisii ne aag lagaa_ii hai ashiyaane men

kisii se kuchh na kahaa
kisii se kuchh na kahaa, apane dil se baaten kii
ham aap jal gaye dil kaa diyaa jalaane men

(bhagavaan)-4
(hamaare sabr kaa bhagavaan imtehaan na le)-2
kahiin ye dam na nikal jaaye ? men