Pavitra bhoomi Bhaarti ki maati pe tu janmaRoop hai tu Narsingh kaCharitra tera tarikhein bhi garv se likhengiChamakta rahe tu surya saMrityu ne hi tujhko lambi umar hai de diSada ko hai amar teri yeh kathaYeh aasmaan bhi jhuk ke pranaam tujhko kartaTu aaya hai yahan nayi si subah saHo sye raa, ho sye raa, ho sye raaSavera teri saanson mein basaHo sye raa, ho sye raa, ho sye raaAndhera tere aane se hataHo ho sye raa, sye sye sye raaHo ho sye raaHo ho sye raa, sye sye sye raaHo ho sye raaGhamandi se firangiyon ke aageHimmaton se tu dahadtaJhuke jhuke dare huve saron peVeerta ka mantra jhaadtaLalkaar tu jo yeh kehti haiMaati ke liye har saans koNichhawar kar do naBoond boond karke itne log toone jodeSamudra veerta ka hai banaPrachand aandhi bankeJo ki duniya ko hila deFirangiyon ke zulm se ladaYeh pehli hai ladaai
Jo janta ne hai chhediYoon bijli ki tarah garaj rahi sadaGhulami ke andheron ko rakh mein milaneMashalon ki tarah sulag sulag rahaHo sye raa, ho sye raa, ho sye raaSavera teri saanson mein basaHo sye raa, ho sye raa, ho sye raaAndhera tere aane se hataHo ho sye raa, sye sye sye raaHo ho sye raaHo ho sye raa, sye sye sye raaHo ho sye raaDaas banke jeene se achha haiYudh mein hi lad lad ke mar jayein humMushkilon se mila hai manushya ka janamIsmein kyun hum sahein yeh sitamBhai, bandhu, sakha, putra, maa aur behanBhoolkar ke aage badhte jayein humHo dikhe ek par banein lakh humLakshya ki taraf badhein kadamYudh bhoomi jaoYudh bhoomi jaoSaare sinha bankeSaare sinha bankeShoor hai tu, shoor hai tuVeer hai tu, veer hai tuDushmaon ko ab jadon se hi tum ukhad doHo sye raa, ho sye raa, ho sye raaSavera teri saanson mein basa