surama_ii shaam is tarah aaye Lyrics - Hema Malini | Vinod Khanna | Dimple Kapadia | Suresh Wadkar
1990
Lyrics
surama_ii shaam is tarah aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai sham
(koi ahat nahiin badan ki kahiin
phir bhi lagata hain tu yahiin hai kahin) -2
vaqt jata sunai deta hai
tera saya dikhai deta hai
jaise khushabu nazar se chhu jaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam
din ka jo bhi pahar guzarata hai
koi ahasan sa utarata hai
vaqt ke panv dekhata hun main
roz ye chhanv dekhata hun main
aaye jaise koi khayal aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai sham
saans lete hain jis tarah saaye
suramai sham
(koi ahat nahiin badan ki kahiin
phir bhi lagata hain tu yahiin hai kahin) -2
vaqt jata sunai deta hai
tera saya dikhai deta hai
jaise khushabu nazar se chhu jaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam
din ka jo bhi pahar guzarata hai
koi ahasan sa utarata hai
vaqt ke panv dekhata hun main
roz ye chhanv dekhata hun main
aaye jaise koi khayal aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai sham