Sundar Hoon Sakhi Pag Pag Par Main Lyrics - Miss Bibbo

1938

Lyrics

Sundarta barsaati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par main
Sundarta barsaati hoon
Meri komal boondon mein main
Meri komal boondon mein main
Naachti gaati aati hoon
Haan naachti gaati aati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par main
Sundarta barsaati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par main
Sundarta barsaati hoon
More mandir mein mere man ki
More mandir mein mere man ki
Pooja hoti rehti hai
More mandir mein mere man ki
Pooja hoti rehti hai
Sukh aangan ki rani main
Taqdeeron ko behlaati hoon
Sukh aangan ki rani main
Taqdeeron ko behlaati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par main
Sundarta barsaati hoon
Sundar hoon sakhi pag pag par main
Sundarta barsaati hoon