Sun ve mundeya, sun banjaran di baani song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by T L V Prasad. This song was released on 01 Jan 2018.
sun ve mundiya sun banzaran di bani
lut lu sari duniya dikhne me lagu diwani
kisme kya hai dekh ke maru chal gajab mastani are ho
jhmak jham jham chhmak chham chham
jhmak jham jham chhmak chham chham

dhar mere kajre ki rahi ko bhula de rasta
dekhu jise muska ke lut jaye wo hasta hasta
are bade bado ko dhokha de gayi dekho ek janani are ha
jhmak jham jham chhmak chham chham
jhmak jham jham chhmak chham chham

sone ki har chidiya ud aaye meri aankho me
kaisa bhi ho shikari fans jaye meri bato me
aye phir wahi khali jeb hai uski
phir wahi gaddi purani are ho
jhmak jham jham chhmak chham chham
jhmak jham jham chhmak chham chham

o sun ve sun mundiya banzaran di bani
lut lu sari duniya dikhne me lagu diwani
kis me kya hai dekh ke maru chal gajab mastani are ho
jhmak jham jham chhmak chham chham
jhmak jham jham chhmak chham chham