LyricsTashan

Sun Balam Lyrics - Rang Rasiya | Nandana Sen | Randeep Hooda | Rajashwari Pathak

in Movies

Watch the Video

Song Information

Sun balam song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 07 Nov 2014.

Lyrics

Aa.. Aa.. Aa..

Sun balam tori
Sun balam tori
Ankhiyan kare battiyaan
Ankhiyan kare battiyaan (2x)

Bawri samjhe hain
Bawri samjhe hain
Mohe chhde, haan chhde
Yeh doh sakhiyaan
Ankhiyan kare battiyaan

Laaj ke maare mar mar jaaun
Mann hi mann tose raas rachaun
Aa.. ik pal mose nain ladaye
Duje pal dekho, naina churaaye
Aisa khel khele, haan khele
Yeh doh sakhiyaan
Ankhiyaan kare battiyaan

Sun balam, sun balaam..
Tori ankhiyan kare battiyaan

Soney sajanwa, main balihari
Dekh teri surat mathwari
Soney sajanwa, main balihari
Soney sajanwa, main balihari
Bawri kar de, mohe chhede
Haan chhede
Yeh doh sakhiyaan
Ankhiyan kare battiyaan

Sun balam
Balam, sun balam
Sun balam.. balaam...


Related Songs

More songs from Rang Rasiya (2014)
More songs of Nandana Sen
More songs of Randeep Hooda
More songs of Rajashwari Pathak