Subah se shaam song is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 03 May 2022.
Guitars: Shomu Seal
Featuring - Shipra goyal & pratik sehajpal
Director- R Swami
Edit - Vikas Pawar
DI - Afterplay
Liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam
Liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam

Yoon hi kabhi to bewajah
Kar lo dua salaam

Tu mujhmein utar gaya re
Itar sa bikhar gaya re
Hone laga hai dil mera
Kyun aise belagaam
Kyun aise belagaam

Huyi subah se shaam
Liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam
Subah se shaam

Pehli teri nazar teri
Kyun raat bhar meri
Neend udaane lagi hain
Khwaabon ke raahon pe
Charon pehar meri
Aankhein bitane lagi hain

Ho liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam
Yoon hi kabhi to bewajah
Kar lo dua salaam

Liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam
Yoon hi kabhi to bewajah
Kar lo dua salaam

Rab di taan rab jane
Din aune change mahde
Chhaddi na yaara mennu
Jeende jee teri aan main
Mar ke vi teri aan
Hona nai tere kolon doon

Thoda zyada poora aadha
Hoga tera mera sanjha
Tode se na toote maahi
Ishqe da sooti manjha

Aaja mere vall beh ja
Phad ke mara hath laija
Tennu ditti zimdagi tamaam

Liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam
Ho liya jo maine tera naam
Huyi subah se shaam

Yoon hi kabhi to bewajah
Kar lo dua salaam
Yoon hi kabhi to bewajah
Kar lo dua salaam
Dua salaam
cf_page_artist = "Kunaal Verma"; cf_page_song = "Subah Se Shaam"; cf_adunit_id = "100000780";