Nagin titliyan, akshar bhaar reMeri aankh mein loha hai kyaMeri rotiyon mein kaanch haiGin meri ungliyan kya poori paanch hainYeh meri bandook dekhoYeh mera sandook haiGhaas jungle, jism paaniKoyla meri bhookh haiChowk mera, gali meri, naukri vardi meriDhool utarti, sona raddiDhoop aur sardi meriMeri parking hai, yeh meri seat haiMera matha hai, yeh meri eent haiTeri mitti se meri mitti takAa rahi hai dhoop saari rainon seRang se tere rivaazon seTeri boli se, tere melon seKeelein chubhti hainChheelein hain dikhti hainLakadiyan geeli nahi hainTel hain peeli yahin hainMera chanda tareeka, mera sach sahiGar koi awaz uthi gaad dunga main yahinMain yahan pehle khada thaHai yeh mera maidanAazma le laathiyon pe, kya sab ***Yeh kitaabein paap hainYeh log saare saanp hainJahaalat ke hamaamon meinMorality ki bhaap hai
Main bataaunga tujhe tuJeans pehne hai kitni tangKaun si building mein tu rehSakti hai kab kiske sangRaat ke kitne baje kaiseChale kis se mileKab palat kar maar deKab chup rahe, kab khap chaleHai yeh valentine kyunTu bhi dee wine kyunTere pub se, uske Rab seMujhko problem hai sabseHamne unko khoob dhoyaJo ruyi se log theBan gaye unke gubbaareJo suli se log theJiski chaadar hamse chhotiUski chaadar chheen liJis bhi chhat pe chadh gaye humUski seedhi tod diIshtiharon mein khushi haiAur ghar atta nahiDe mera chaaku mujhe maaKab se kuchh kaata nahiBachche khelte jahaan pichhle June meinAb baste renkte hainWahaan bheege khoon meinPar raahi thi ek bachchiSadak par bheed thiSabka na tu dar tha zarooriSabne marti chhod di