Soona Lyrics - Tia Bajpai | Saurabh Shukla | Raghuveer Yadav | Suryaveer Hooja

2014

Lyrics

Soona soona ye jahan hai
Suni zami soona aasma hai
Soona soona ye jahan hai
Suni zami soona aasma hai

Kyu paresha aaj ham hai
Aas hai baki abhi
Kyu paresha aaj ham hai
Aas hai baki abhi
Khoon ka katra kah raha hai
Door jana hai abhi
Thak gaya kyu jhuk gaya
Kyu dekh soona pan kaha
Soona soona ye jahan hai
Suni zami soona aasma hai
Soona soona ye jahan hai
Suni zami soona aasma hai