Sikha nahin sabak tune pyar ka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B Ananthaswami. This song was released on 23 Nov 1968.
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
aa dil ki pustak main tujhko padhaaun
chahat ke dastur tujhko sikhaaun chahat ke dastur tujhko sikhaaun
phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

saari umar tune yu hi gujari saari umar tune yu hi gujari
duniya mein aakar raha tu anadi duniya mein aakar raha tu anadi
ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka
seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

ek ek dohe mein ek ek gyarah ek ek dohe mein ek ek gyarah
ulfat mein hai ek rasta hamara ulfat mein hai ek rasta hamara
ye khel hai to bas aitbaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka