Paisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismat,Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat,Usspe rabb ki rehmatJisne ki hai mehnat, jisne ki hai mehnatHome loanKahan say karrun shuruwatUnn bheed say bharri tang galliyon sayJahan per palla bada ghumma unn galliyon sayYa rishtedaron ki gaaliyon sayYa kaam say milli mujhe talliyon sayYa kabhi toot k rone waali ankho sayYa duniya jeet lene waali baaton sayYa unn raaton say, jinn raat soyeya nahiOr likh dala ithihas inn hathon sayMein shuru say shuruwat karta hoonIk aam ghar ka mein ladka hoonKar dinn dungne raat chogniPariwar ko khush mein rakhta hoonApne dum pe bana apne dum pe karaJo bhi kiya maine liya kissi ka sahara nahiMilta hai mokaa ek baar mera mokaa khone ka iraada nahiMein iss say kum uss say zayada nahiMein hoon pura kheal mein kheal ka peyada nahiHona greeb paida kismat,Maroon bhi greeb toh milli zindgi ka fayeda nahiJo bhi karun mein karun mein seena thok k,Kissi say mein darun kiya aisa koi kaam nahiJo bhi milli safalta uss safalta k piche mere pitaji ka naam nahiLogg milte hai papa say kehte hai ladke neyKaam say patyal ji naam hai kiya
Sachh bolun toh iss say badd kar ikka k liye koi inaam nahiPaisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismat,Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat,Usspe rabb ki rehmatJisne ki hai mehnat,Jisne ki hai mehnatMushqil say mushqil ko hull kiyaKiya aaj maine na kal kiyaKi hai maine jee todd mehnatNaa aaram ek pal kiyaHui mujh say bhi kaafi dekho galtiyanGaltiyon say apni seekh liJo, banayeya maine khudd hai banayeyaNa fella k hath maine bheekh liMeri greebi thi mera motivationKhraab thi situationMaine halaat ko maat di, apni banayi kuchReputationMaine khudd pe yakeen kiyaKiya yakeen apni udaan peHimmat say kaam liya choadi na umeedNahi toh betha hota baap ki dukaan pePaisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismat,Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat,Usspe rabb ki rehmatJisne ki hai mehnat, jisne ki hai mehnat..