Paisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismatYe bas uss ki kismatJisne ki hai zehmatUspe Rabb ki rehmatJisne ki hai mehnatJisne ki… (x2)Kahaan se karun shuruwatUnn bheed se bharri tang galliyon seJahan per pala bada ghumma unn galliyon seYa rishtedaron ki gaaliyon seYa kaam se milli mujhe taaliyon seYa kabhi toot k rone waali aankhon seYa duniya jeet lene waali baaton seYa unn raaton se, jinn raat soyeya nahiOr likh dala ithihas inn haathon seMain shuru se shuruwat karta hoonIk aam ghar ka main ladka hoonKar dinn dugne raat chogniPariwar ko khush main rakhta hoonApne dum pe bana apne dum pe karaJo bhi kiya maine liya kissi ka sahara nahiMilta hai moka ek baarMera mokaa khone ka iraada nahiMain iss se kam uss se zyada nahiMain hoon pura khelMain khel ka peyada nahiHona gareeb paida kismatMaroon bhi gareebToh milli zindgi ka fayeda nahiJo bhi karun main karun main seena thok kKissi se main darunKiya aisa koi kaam nahiJo bhi milli safaltaUss safalta k piche
Mere pitaji ka naam nahiLog milte hai papa seKehte hai ladke ne kaam se patyal ji naam hai kiyaSach bolun toh iss se badd kar Ikka k liye koi inaam nahiPaisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismatYe bas uss ki kismatJisne ki hai zehmatUspe Rabb ki rehmatJisne ki hai mehnatJisne ki hai mehnat Mushqil se mushqil ko hul kiyaKiya aaj maine na kal kiyaKi hai maine jee todd mehnatNaa aaram ek pal kiyaHui mujh se bhi kaafi dekho galtiyanGaltiyon se apni seekh liJo, banayeya maine khudd hai banayeyaNa faila k hath maine bheekh liMeri greebi thi mera motivationKharaab thi situationMaine halaat ko maat diApni banayi kuch reputationMaine khudd pe yakeen kiyaKiya yakeen apni udaan peHimmat se kaam liya choadi na umeedNahi toh betha hota baap ki dukaan pePaisa shohrat, ye dono musibatYe na sab ki kismatYe bas uss ki kismatJisne ki hai zehmatUspe Rabb ki rehmatJisne ki hai mehnatJisne ki hai mehnat