Shukriya shukriya shukriya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Akkineni Nageshwara Rao. This song was released on 15 Apr 1983.
Aye meri jane gazal tarif ke kabil hai tu
Zindagi tanhayiyo ka naam hai mahfil hai tu
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya


Kaha suna maf hum deewano ka
Kaha suna maf hum deewano ka
Tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya


Tera kitna maskur hu mai
Tera kitna maskur hu mai
Chal sakta nahi majbur hu mai
Lagta hai nashe me chur hu mai
Chur hu mai
Teri aankho ke paymano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya


Ek apni nishani chhod gaye
Ek apni nishani chhod gaye
Kuchh yade purani chhod gaye
Arma ye kahani chhod gaye
Isi dil ke in mehmano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya


Apni sari mulakato ka
Jo sath kati un rato ka
Apni sari mulakato ka
Jo sath kati un rato ka
Jo hamme hui un bato ka
Unhi bato ke afsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya
Kaha suna maf hum deewano ka
Kaha suna maf hum deewano ka
Tere pyar bhare ahsano ka
Sukriya sukriya sukriya sukriya
Sukriya.