Shukriya song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . It is produced by Dhaval Jayantilal Gada & Aksshay Jayantilal Gada. This song was released on 27 Apr 2023.
Song: Shukriya
Music:Tanishk Bagchi
Singer: Ash King & Palak Muchhal
Lyrics: Mayur Puri
Music Label: Times Music
Sona sona
Dil ka kona kona hua
Jo hua tere rubaru
Jo na hona tha
Woh jaane kyun ho gaya
Ho gaya jahan tu bhari

Tu mili to laga khamkha bewajah
Dil mera yunhi dhadka kiya

Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai tera shukriya

Aaj hi tumhi se pyaar ho gaya
Aakhri haan meri tu aakhri
Saans pe bhi naam hai likha tera

Aur hai pyaar kya
Bas yahi hai pata
Pyaar mein jo mita woh jiya

Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai tera shukriya

Aasmaan yeh mera razdaan ban gaya
Naam to tera labon ne le liya

Shukriya tahe dil se shukriya
Haan toone dil chhua hai
Dil ne ki dua hai tera shukriya

Tera shukriya hai dil se shukriya
Dil ne ki dua hai tera shukriya hai
Tera shukriya
cf_page_artist = "Ash King"; cf_page_song = "Shukriya"; cf_adunit_id = "100000780";